*_TaNhA_* Poet: Ahmad Faraz Qurb-E-Janan Ka Na Mekhane Ka Musam Aaya. Pher Se Be-Sarfa Ujjarr Jane Ka Musam Aaya. Kanj-E-Gurbat Mein Kbi Gosha-E-Zindan Mei Thay Hum. Jan-E-Jaan Jab Bhi Tere Aane Ka Musam Aaya. Ab Lahu Rone Ki Khawish Na Lahu Hone Ki. Dil-E-Zinda Tere Marjane Ka Musam Aaya. Kocha-E-Yaar Se Har Fasal Mein Guzre Hain Magr. Shayad Aab Jaan Se Guzar Jane Ka Musam Aaya. Koi Zanjeer Koi Harf-E-Khard Le Aaya. Fasal-E-Gul Aai K Divane Ka Musam Aaya. Seel-E-Khoon Shahr Ki Galiyon Mein Dar Aaya Hai FARAZ. Aur Too Khush Hai K Ghar Jane Ka Musam Aaya.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga