TaYpEd By *SHANI_M_B* 1 Bachpan Ka Zamana Tha. Khushion Ka Khazana Tha. Chahat Chand Ko Pane Ki. Dil Titlion ka Deewana Tha. Khabar Na Thi kabhi Subah Ki. Or Na Shaam Ka Thikana Tha. Thak Haar K Ana School Se. Par Khelne Phir Bhi Jana Tha. Dadi Ki Jahani Thi Parion ka Fasana Tha. Barish Main Kaghaz Ki Naav Thi. Har Mosam Bohat Suhana Tha. Har Khel Main sathi thay. Har Rishta Nibhana Tha. Gham Ki Zuban Na Hoti Thi. Na He Zakhmon Ka Pemana Tha. Rone Ki Waja Na Thi Na He hasne Ka Bahana Tha. Ab Nahi Rahi Wo Zindagi Jesa Bachpan Ka Zamana Tha. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001 4new GZL'S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga