TaYpEd By *SHANI_M_B* Aankh Roshan Hai Jaaib Khali Hai. Zumaton main Kiran Sawali Hai. Haadse Looriyon Ka Hasil Hain. Waqt Ki Aankh Lag'ne wali Hai. Aainne Se Hazoor Hi Ki Tarah. Chasham Ka Wastta Khayali Hai. Hussun Pathar Ki Aik Moorat Hai. Ishq Phoolon ki Aik Dali Hai. Mout Ek Aangben Ka Sagar Hai. Zindagi Zahir Ji Piyali Hai. Poet. Sagar Saiqui. TANHA.G

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki