TaYpEd By *SHANI_M_B* Dhondo Ge Agr Mulkon Mulkon Milne K Nahi Nayab Hain Hum. Tabeer Hai Jis Ki Hasrat O Gham Aye Hum Nafso Wo Khuwab Hain Hum. Aye Dard Pata Kuch To He Bata Ab Tak Ye Maa'ma Hal Na Howa. Hum Main Hai Dil E Betab Nihan Ya Aap Dil Betab Hum. Main Hairat O Hasrat Ka Mara Khamosh Khara Hon Sahil Par. Dariaye Mohabat Kehta Hai A Kuch Bhi Nahi Payab Hain Hum. Ho jaye Bakhayra Pak Kahin Pas Apne Bola Len Behtar Hai. Ab Dard E Judai Se In K Aye Aah Bohat Betab Hain Hum. Lakhon Hi Musafir Chalte Hain Manzil Pe Pohnche Hain Wo Aik. Aye Ehl E Zamana Qadar Karo Nayab Na Hon Kam Yaab Hain Hum. Poet. Saad ullah Shah. Tanha.G

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki