TaYpEd By *SHANI_M_B* Ek Ghazal Tere Leye Zaroor Likhon Ga. Be Hisaab Us Main Tera Qasoor Likhon Ga. Tu guftaar Ka Mahir Tu Qirdaar Ka Mahir. Par Husan Ko Tere Tera Garoor Likhon Ga. Toot Gaye Bachpan K Tere Sare Khilone. Ab dilon se Khelna Tera Dastoor Likhon ga. Raha Ishq Ka Da'awa Tujhe Tamam Umar. Wafa Ki Dehleez Se Tujhe Mafroor Likhon Ga. Khud Sakhta Jo Hai Tera Judai Ka Faisla. Aese Har Iqdaam Ko Na Manzoor Likhon Ga. Hamain Kehne Ki Adat Nahi Likhne Ka Shooq Hai. Jaboon ko Apne Qalam Ki Tasveer Likhon Ga. Tera Wajood Mera Wajood Mujhe Ek Sa Lage. Par Tujhe Main Khud Se Bohat Door Likhon Ga. END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki