TaYpEd By *SHANI_M_B* Logo K Liye Sahib E Kirdar Bhi Main Tha. Khud Apni Nighon Main Gunahgar Bhi Main Tha. Kun Ab mere Mansab ki Salami Ko Khare Ho. Yaro Kabhi Ruswa Sar E Bazar Bhi Main Tha. Main Khud He Chupa Tha Kaf E Qatil Ki Shikan Main. Muqtol Ki Toti Howi Talwar Bhi Main Tha. Manzil Pe Jo Pohancha Hon to Maloom Howa Hai. Khud Apne Liye Raah Ki Deewar Bhi Main Tha. Dekha To Main Afsha Tha Har Ik zehan Pe Mohsin. Socha To Pus E Parda E Israr Bhi Main Tha. Poet. MOHSIN NAQVI

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga