TaYpEd by *SHANI_M_B* Lutf Wo Ishq Main Paye Hain k Ji Janta Hai.* . Ranj Bhi Itne Uthaye Hain K Ji Janta Hai.* . Jo Zamane Ka Sitam Hai Wo Zamana Jane.* . Tune Dil Itne Dukhaye Hain K Ji Janta Hai.* . Beech Harr Gham Zamana Tha Magar Jaa'n Meri.* . Kaise Darr pe Tere Aayain Hain K Ji Janta Hai.* . Tum Nahi Jante Ab Tak Ye Tumhare Andaz.* . Dil Main Harr Aaan Samaye Hain K Ji Janta Hai.* . Meri Khahish Mere Arma'n, Meri Chahat Ko Sanam.* . Khak Main Aise Milaye Hain K Ji Janta Hai.* . Dosti Main Teri Darparda Hamare Dushman.* . Is Qadar Apne Paraye Hain K Ji Janta Hai.* . END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki