TaYpEd By *SHANI_M_B* Sara Din Main Aik Un Dekhe Chehre Ko Sochta Rehta Hon. Jis Ko Dekha Nahi Hai Us Ko Dekhta Rehta Hoon. Aankhain Rahen Parri Hain Jis K Hijar Main Sadiyon Se. Aainon Main Usi Ka Aks Choomta Rehta Hon. Sabz Parindon Wale Sahil Ki Tabeer Ki Khatir. Main Ik Khuwab Ko Apne Khuwab sunata Rehta Hon. Wasl K Rang Shanasa Khushbo Phaille Chaaron Oor. Shaam sawere Un K Peeche Chalta Rehta Hon. Dil Ka Dard Jagane Wali Aik Sadaa Aur Main. Apne Hath Main Aik Lakeer Si Dhoondt'a Rehta Hon. Ik Awaaz Main Shamil Kesi Awaazain Hain Ataa. Kia Kuch Yaad Aata Hai Kia Kuch Bhoolta Rehta Hoon. Ataa Ul Haq Qasmi. END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki