TaYpEd By *SHANI.M.B* Suno Jana Judai Mout Hoti Hai. Kabhi Fursat Mile To Dekhna Paton Ga Girna Tum. K Jab Ye Shajar Se Gir Kar Zameen Par Aan Parte Hain. To Kaise Roondy Jate Hain. Kabhi Kitaar Se Bichre Howe Konjon K Nohe Par Bhi Nigah Karna. K Kaise Ik Dooje Ki Judai Par. Tarap Kar Bain Karti Hain To Phir. Tum Jaan Jao Ge Judai Mout Hoti Hai. Tanha Rak K Khamosh Lamhon Main Kisi. Akeli Bebas Bewafa Khamosh LARKI Ki Kabhi Tum Siskian Sun'na. Kabhi Fursat K Lamhon Main Kisi Ki Aankh Se Larkharate Howe Aanson Ko Dekho Ge. To Shayad Jan Jao Ge Judai Mout Hoti Hai. Abhi Tum Ne Mohabat K Baraste Bhege Mousam Nahi Dekhy. Abhi Tum Titlion K Rang Mothion Main Chupate Ho. Abhi Tum Muskurate Ho. Suno Jana Kabhi Jo Zindagi Ne Ajnabi Veran Rahon Par Tumhari Ye Hansi Cheni. To Phir Anson Bahao Ge Tum Itna Jao Ge Judai Mout Hoti Hai. END**S Follow *S.N.B* Send To 8002

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki