TaYpEd by *SHANI_M_B* Thukra Kar Mohabat Meri Kahan jane ka Irada Hai.* . Mujhe zindagi K Kis Mor Par Lane Ka Irada Hai.* . Ye Jo Ab Khafa khafa se Rehne Lage Ho.* . Ye Pyar Ka Urooj Hai Ya Chor jane Ka Irada Hai.* . Jate Jate Ye To Batao Aye JAne jahan.* Mere Pyar Main kami Thi Ya Kisi Or Se dil lagi Ka Irada Hai.* Mere Baad Meri Yaad aye To Mur Kar Na Dekhna.* Q ke Tere Baad Mera Bhi Is Duniya Ko chor jane Ka Irada Hai.* END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki