TaYpEd By *SHANI_M_B* Tu Ne Phir Thukra Dia To Kia Hua.* Zakham Phir Taaza Hua To Kia Hua.* Apne Milan Main Aik Haan Ki Dair Thi.* Tujhse Wo Bhi Na Hua To Kia Hua.* Aik Sada Dil Tumhare Ishq Main.* Bewaja Ruswa Hua To Kia Hua.* Tere Jane Se Hua Kuch To Nahi.* Dard Agar Ziyada Hua To Kia Hua.* Jis Ko Chaaha Hum Ne Sari Zindagi.* Wo Hamara Na Hua To Kia Hua.* Or Bhi Hon Ge Hazaaron ehl.e.Dil.* Main Agar Tanha Hua To Kia Hua.* END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki