TaYpEd By *SHANI_M_B* Tum Ne Jo Meri Kabar Par Aa kar Muskra Dia. Bijli Chamak Kar Gir Pari Sara Kafan Jala Dia. Main So Raha Tha Chain Se Yun Hi Kafan E Mazaar Main. Yahan Bhi Satane A Gaye Kisne Pata Bata Diya. Tum Ne Charhaye Phool To Ehsaan Kia Kia. Hum Ne Tumhare Ishq Main Sara Chaman Luta dia. Pocha Na Jeete Ji Kabi Dard E Dil Ka Hal. Aye Ho Kabar Par Meri Miti Main Jab mila Dia. Aye Ho Mazaar Par Mere Dekh Liya Ab mera Hal. Thukra K Mere Pyar Ko Kisi Aur Ko Apna Bana Lia. Ab Ho Gaya Hai Ilm Tumhain Ek Shikayat Meri jaan Lo. Kia Jo Hashar Tum ne Mera Apno ko Begana Bana Dia. Main To Kafan Main Hon ab meri Bat aur Hai. Karna Na Unka Hal Wo Ab Jo Hal Mera Tum Ne Bana Dia. Aaj Juch Aisa Guzar Gaya Dil TooT kar Bikhar Gaya. Dard Kuch Itna Bara Had Se He Guzar Gaya. END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki