TaYpEd By *sHANI_M_B* Us Bewafa Ka Shaher Hai Aur Hum Hain Dosto. Ashk E Rawan Ki Nahar Hai Aur Hum Hain Dosto. Sham E Alam Dhali To Chali Dard Ki Hawa. Raton Ka Pichla Paher Hai Aur Hum Hain Dosto. Aankhon MAIN Urr Rahi Hai Luti Mahfilon Ki Dhul. Ibrat Bara E Dahar HAI Aur Hum Hain Dosto. Ye Ajnabi Si Manzilen Aur Raftagan Ki Yaad. Tanhaion Ka Zaher Hai Aur Hum Hain Dosto. Poet. Munir Niazi.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki