TAYPED'BY *TANHA_56* Tu ne Dekha Hai Kabhi Ek Nazar Sham K Bad. Kitne Chup Chaap se Lagte Hain Shajar Sham K Bad. Itne Chup Chap K Raste Bhi Rahin Ge La Ilm. Chor Jayen Ge Kisi Roz Nagar Shaam K Baad. Main Ne Aise Hi Gunah Teri Judai Main Kiye. Jaise Tufan Main Koi Chor De Ghar Sham K Baad. Shaam Se Pehle Wo Mast Apni Uranon Main Raha. Jis K Haathon Main Thay TooTe Howe Par Sham K Baad. Raat Biti To Gine Aable Aur Phir Socha. Kon Tha Baise Aagaz E Safar Sham K Baad. Tu Hai suraj Tujhe Maaloom Kahan Raat Ka Dukh. To Kisi Roz Mere Ghar Main Utar Sham K Baad. Lout Aye Na Kisi Roz Wo Awara Mizaaj Farhat. Khol Rakhte Hain Isi Aas Pe Dar Sham K Bad. Poet. Farhat Abbas Shah. TANHA.G Follow *TANHA_56* Send To 8001 4 nice poetry.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga