TaYpEr by *SHANI_M_B* Mareez E Mohabbat unhi Ka Fasana Sunata Raha Dam Nikalte Nikalte.* . Magar Zikr.e.Sham E Alam Jab Bhi Aya Charagh E Saher Bujh Gaya Jalte Jalte.* . Irada Tha Tark E Mohabat Ka Lekin Fareb E Tabassum Mein Phir Aa Gaye Hum.* . Abhi Kha K Thokar Sambhalne Na Paye K Phir Khah Thokar Sambhalte Sambhalte.* . Unhain Khat Mein Likha Tha Dil Muztarib Hai jo Ab unka Aya Mohabat Na Karte.* . Tumhein Dil Lagane Ko Kis Ne Kaha Tha Behel Jaye Ga Dil Behelte Behelte.* . Wo Mehmaan Rahe Bhi To Kab tak Hamare Howe Sham Gul Aur Doobe Sitare.* . Qamar Is Qadar Unko Jaldi Thi Ghar Ki Wo Ghar Chal Diye Chandni Dhalte Dhalte.* . END**

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki