TaYpEr by *SHANI_M_B* Sar.eRah Kuch Bhi kaha Nhe.* . kabhi Us K Ghar Mein Gaya Nhe.* . Mein Janam Janam Se Us Ka Hoon.* . Mein Janam Janam Se Us Ka Hon.* . Use Ajj Tak Ye Pata Nhe.* . Ye Khuda Ki Dein Ajeeb Hai.* . Jise Tu Ne Chaha Wo Mil Gaya.* . Use Paak Nazroon Se Choomna Bhi Ibadatoon mein Shumar Hai.* . Koi Phool Lakh Qarib Ho Kabhi Mein Ne Use Chua Nhe.* . Isi Shehar Mein kuch Saal Se Mere Kuch Qaribi Aziz Hein. . Jinhein meri Koi Khabar Nhe Mujhe Un Ka Koi Pata Nhe.* . END**S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki