Text By *_TaNhA_* Simat Aaye Hain Ghar Mein Weeraany, Tu Kahaa'n Ja Raha Hai, Deewaany, D0St Ab GaLy Ka Haar Nhi, Taar T00ta, Bikhar Gye Daany, SaaQiya Ab Hai Rawa'Raawi Ka Da0r, Bhar Dy, Bhar Dy Kuch 0ur Paymaany, Maatam-E-AhL-E-Zarf K Din Hain, Ehtraaman Band Hain MayKhaany, Ek Ka'ba Na Bn Ska Hum Se, T0rr DaaLy Hazaar Butt'Khaany, ZindaGi Se Nipat Raha H0n Abhi, Ma0t Kiya Hai, Meri BaLa Jaany, Barh Gai Baat Arz-0-MatLb Pr, MukhtaSir Yeh K W0h Nhi Maany, Hum Ne R0ka 'Hafeez' K0 Warna, 0ur Bhi Kuch LaGy Thy Farmaany..!! Poet: "Hafeez JaLandhri"

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki