Tum Bhi Tanha. TaYpEd By TLASH25 Tum Bhi Tanha The Hum Bhi Tanha The Milke Rone Lage. O.. Tum Bhi Tanha The Hum Bhi Tanha The Mille Rone Lage. Ek Jese The Dono Ke Gham Dagaa Hone Lage. Tujhme Muskurate Hain Tujhme Gungunate Hain Khud Ko Tere Pas Hi Chor Ate Hain, Tere Hi Khayalon Mein Doobe Doobe Jate Hain Khud Ko Tere Pas Hi Chor Ate Hain. Thore Bhare Hain Thore Khali Hain Tum Bhi Ho Uljhe Se Hum Bhi Sawaali Hain Kuch Tum Bhi Kore Ho Kuch Hum Bhi Saare Hain. Ek Asman Par Hum Do Chand Adhe Hain Kan Hai Zamen Bhi Thori Kam Asman Hai Lagta Adhora Tum Bin Har Jahan Hai. Apni Har Kami.. Mein Hum Ab Tujhe Hi Pate Hain Khud Ko Tere Pas Hi Chor Ate Hain. Jitni Bhi Virani Hai Tujhe Hi Sajate Hain Khud Ko Tere Pas Hi Chor Ate Hain. Do Raz Milte Hain Hamraz Bante Hain Sannate Aise Hi.. Awaz Bante Hain Khamoshi Mein Teri Meri Sadayen Hain. Meri Hatheli Mein Teri Duayen Hain Ek Sath Tera Ho To Sau 100 Manzil Ho.. Tanhai Teri Meri Mehfil Hon Hum Teri Nigahon Se Khud Mein Jhilmilate Hain. Khud Ko Tere Pas Hi Chor Ate Hain Tujhse Apni Raton Ko Subah Hum Banate Hain. Khud Ko Tere Pas Hi Chor Ate Hain...! Movie. Album 1920: Evil Return 2012 Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga