TxT by *_TaNhA_* Ab K Tajdeed_E_Wafa Ka Nahi Emkaan Jaana Yaad Kiya Tujh Ko Dilaayein Tera Paimaan Jaana Yunhi Mossam Ki Ada Daikh K Yad Aaya Hai Kis Qadar Jald Badal Jate Hein Insaan Jaana Dil Ye Kehta Hai K Shaayad Ho Fassrda Tu Bhi Dil Ki Kiya Baat Karein Dil Tu Hai Nadaan Jana Hum Bhi Kiya Sada Thy Hum Ne Bhi Samajh Rakha Tha Gham_E_Duraan Se Judda Hai Gham_E_Jaana Jaana Ab Teri Zikar Bhi Shaayad Hi Ghazal Mein Aye Or Se Or Huwe Dard K Unwaan Jaana Hum K Roothi Huwi Rutt Ko Bhi Manna Lete Thy Hum Ne Daikha Hi Na Tha Mossam_E_Hijaraan Jaana... Poet=Ahmed Faraz

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga