TxT by *_TaNhA_* Poet: Parveen Shakir Rukne Ka Same Guzar Gia Hai. Jana Tera Ab Thher Gia Hai. Rukhsat Ki Gharri Kharri Hai Sar Par. Dil Koi Do Neem Kar Gia Hai. Matam Ki Faza Hai Shehr-E-Dil Mein. Mujh Mein Koi Shakhs Mar Gia Hai. Bujne Ko Hai Pher Se Chashm-E-Nargis. Pher Khawab-E-Saba Bekhr Gia Hai. Bas Aik Niga Ki Thi Us Ne. Sara Chehra Nikhar Gia Hai.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga