TYPE BY *SHANI_M_B* *AKHRI sALL JUDAI KI* . Jab Teri Akhri Saal Aye thi Kuch paigam Tha.* . Meri Jan Tum Apna Kheyal Rakhna Mujhko B Yad Rakhna.* . Mein Tum ko Yad Yad Boht Karti Hon Tum B Yad krna.* . Subha Time Se Uthna Namaz Pahrna Khuda Ko Yad Krna.* . Kam Par Jana Time Se Wapas Ghar Ana.* . Rat Ko Time Se So Jana Annson Na Bahana.* . Mein Teri Hon Teri he Rahon gi Intzar Krna.* . Mein Jaldi Loat Aongi Tum Khuda Se Dua krna.* . Mein Ne tum Ko Kaha Tha Zindagi Bhar Tera Intzar Kron Ga.* . Zindagi Na rahi To Please Khuda k Leye Maf Krna.* . Tum He meri Jan Ho Tum he Meri Jahan Ho.* . Ye meri Ap Ko Akhir Cal Hai jana akhir cal hai jana.* . END**S.J

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki