Type By SHANI*M*B Kbhi ruk gaye kbhi chal diye kbi chalty chalty bhatak gaye.* .. Yunhi umer Saari guzar di yunhi zindgi k Sitam sahay.* .. Kabhi neend mein kbhi hoSh mein tou jahan mila tujhe daikh kr.* .. Na nazr mili na zuban hili Yunhi Sar jhuka kar guzar gaye.* .. Kabhi zulf pr kabhi chaShmm par kabi tere haSeen wujood par.* .. Jo paSand thay meri kitab mein wo Shair Saray bikhr gaye.* .. Muje yad hai kbi aik thay Magr aaj hain hum juda juda.* .. Gham-e-aashqi tera Shukriya Wo juda huye to sanwer gaye.* .. Hum juda ho kar bigar gaye.* .. .. END.. .. .. .. ..S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga