Type By SHANI*M*B * * Kuch din Se tere Sath koi baat nahi hai.* * * yun lagta hai Sadiyon Se Mulaqat nahi hai.* * * Dukh dard Sunao mujhe har baat batao.* * * ye dil ki khuwahiSh hai meri baat nahi hai.* * * Jab yaad teri aaye to aa jaate hain aanSoo.* * * Main keSe kahon aankh me BarSaat nahi hai.* * * SokhEy huway kuch phOol hain aur aShk hain taaza.* * * Kuch aur mere paaS Soghaat nahi hai.* * * Waaqif hai mere dard Se Subho ka ujaala.* * * Laa_ilm mere gham Se meri raat nahi hai.* * * Main jiS ki Mohbat me yun bE_haal hon.* * * Wo hanS ke ye kehta hai koi baat nahi hai.* * * END** ** * ** **S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki