TYPE BY *SHANI.M.B* Mohabat ki kasam hum wafa kr rahe hain.* Unki nazar me shayad hum khata kr rahe hain.* Ruthe ruthe se hain wo manayein b to kese.* Khabar he nhe kun ruthe hain wo humse.* Pal pal mein ek pal is tarah b aya unke hi fikar me je mera habraya.* Unke leye hamesha khuda se dua kr rahe hain.* Jab b kabhi kahein unse mulakat howe han sirf shikwe shikayaton ki bat howe.* Khamakhan kun wo humse gila kr rahe hain.* Dekhte hi wo humse nazrein churate hain mere kareb ane par.* Dor chale jate hain be wafa wo mere dil pe sitam kr rahe hain.* Mohabat ki kasam hum wafa kr rahe hain.* Unki nazar mein shayad hum khata kr rahe hain. . END**S.J

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki