TYPE BY *SHANI_M_B* Ye Watan tumhara hai tum Ho Pasban Is K.* . Ye Chaman Tumhara Hai Tum ho Nagma Khawan is K.* . Is Chaman k Pholon par Rang o Aab tum Se hai.* . Is Zamen ka Har zara Aftab tum se Hai.* . Ye fiza Tumhari hai Behro bar Tumhare Hain.* . Kehkishan k ye jage Rehguzar tumhare Hain.* . Is Zameen ki mitti me Khoon hai Shahedon ka.* . Arz_e_pak markaz hai Qaum ki Umeedon ka.* . Nazm_o_zabat ko Apna mer_e_karwan jano.* . Waqt k Andheron me apna Ap pehchano.* . Ye zameen muqadas hai Maa k Pyar ki Sorat.* . Is Chaman me tum Sab ho Barg o bar ki Sorat.* . Dekhna Gunwana Mat dolat Yaqeen loo.* . Ye Watan amanat hai Or tum amen Logo.* . Nafraton k Darwaze Khud pe Band he Rakhna.* . Is Watan k Parcham ko Sar boland he Rakhna.* . Ye Watan Tumhara hai Tum Ho Pasban Is k.* . END**S.J *SHANI_M_B*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki