Type By SHANI*M*B143 * * Hum ne Suna tha Sahen chaman mein kaif k badal utre hain.* * * Hum b gaye thay G behlane aShq bha kr aye hain.* * * phol khale to dil murjahaye Shama jale to jan jale.* * * ek tumhara Gham apna kr kitne gham apnaye hain.* * * ek Sulagti yad chamakta dard feroza tanhai.* * * poch na uS k Shaher Se hum kia kia laye hain.* * * Soye howe jo dard thay dil mein anSoo beh kr nikle.* * * rat Sitaron k chaaon mein yad wo kia kia laye hain.* * * Aj b Soraj dob gaya hai dor ufaq k Sagar mein.* * * Aj b phool chaman mein tujh ko bin dekhy murjhaye hain.* * * ek Qayamat ka Sanata ek bala ki tanhai.* * * uS K Galiyun Se dor na hanSta chand na roShan Saye hain.* * * Pyar ki boli bol na jalib baSti k logon Se.* * * Hum ne Sokh k kaliyan kho kr dukh k kanty paye hain.* * * END** ** **S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki