Type By SHANI*M*B143 Meri JAN aa meray aangan mein zara Sham k bad.* .. Mil k mangen ge mohabat ki dua Sham k bad.* .. Jin ki taqdeer mein khawab nahi neend nahi.* .. Ourh letay hain Sitaron ki rida sham k bad.* .. Aao mil baith k kuch waqt guzaren jaana.* .. Main Sunaon tujhy tu apni Suna Sham k bad.* .. Tum mujhy chor gaye Sham se pehle pehle.* .. Yeh na poocho mera kia haal hua Sham k bad.* .. Tum yahan thay to her ek Sham saji rehti thi.* .. Ab to lagta hai Sham hoti nahi Sham k baad.* .. .. END.. .. .. .. ..S

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki