TYPE BY *SHANI.M.B* Aye na us ki kabhe koi jo khabar dil gaya hai mar ye soch soch kr.* Kya khub the wo lamhein ulfat k mousam bhe haseen lagte the yad ate hahn wo pal reh reh kr.* Gham ka hai ye alam kya kahein kese zakhme dil b to dikha nahe skte.* Tanha hi rote hain aksar chup chup kr.* Jab tak tha sab kuch tha mera apna uski inayat ne ye hal kr dia.* Le gaya wo sab kuch mera lut lut kr.* Jana hai kahein or chalte hain kahein lagta hai thokar mujhe har mor pe.* Kitna sambhalein khud ko gir gir kar.* Intzar me us ki rah tak te hain barkarar hai meri abhi tak umedein.* Isi tarah jete hain hum mar mar kar.* Hota hai dard dil ko aj kal kam milti hai rahat amin sharab se.* Bhulane lage hain us ko pe pe kar.* Writen by Mohammad amin. . END** *S.J

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki