Typed by *_SHANI_M_B_* Kabhi Safar To Kabhi Sham Le Gaya Mujh Se. Tumhara Daard Kai Kam Le Gaya Mujh Se. Mujhe Khabar Na Howi Aur Zamana Jate Howe. Nazar Bacha K Tera Naam Le Gaya Mujh Se. Use Ziada Zaroorat Thi Ghar Basane Ki. Wo AA k Mere Dar O Baam Le Gaya Mujh Se. Bhala Kahan Koi Joz Us K Milne Wala Tha. Bas Aik Jura'at E Na Kaam Le Gaya Mujh Se. Bas Aik Lamhe K Sach Jhoot K Aaiwaz Farhat. Tamam Umar Ka Ilzam Le Gaya Mujh Se.

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki