Uski Ankhon Ko. TaYpEd By TLASH25 Zulf Raton Si Hai Rangat Hai Ujalon Jaise Par Tabiyat Wohi Hai Bhoolne Walo Jaisi. Ik Zamane Ki Rifaqat Pe Bhi Ram-Khorda Hai Us Kam Aamaiz Ki Khu Bu Hai Ghazalon Jaisi. Dhoondta Phirta Hoon Logo Mein Shabahat Uski Ke Wo Khuwabo Mein Bhi Lagti Hai Khayalon Jaisi. Kisi Dil Azaar Musafat Se Mein Louta Hon Ke Hai Anso'on Mein Bhi Tapak Paon Ke Chalon Jaisi. Uski Batein Bhi Dil Awaiz Hai Surat Ki Tarah Meri Sochen Bhi Pareshan Mere Balon Jaisi. Uski Ankhon Ko Kabhi Ghor Se Dekha Hai "FARAZ" Sone Walon Ki Tarah Jagne Walon Jaisi...! Poet By Ahmad Faraz Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki