Wafa Ke Baab Mein Ilzaam-e-aashiqui Na Lia Poet Ahmed Faraz. Wafa Ke Baab Mein Ilzaam-e-Aashiqui Na Lia Ke Teri Baat Ki Aur Tera Naam Bhi Na Lia, Khusha Wo Log Ke Mehroom-e-iltafaat Rahay Tere Karam Ko Ba Andaaz-e-saadgi Na Lia, Tumhare Baad Kayi Haath Dil Ki Simt Barhay Hazaar Shukar Girebaan Ko Hum Ne Si Na Lia, Tamam Masti-o-tishna Labi Ke Hangaamay Kisi Ne Sang Uthaya Kisi Ne Meena Lia, Faraz" Zulm Hai Kuch Itni Khud Aitmaadi Bhi Ke Raat Bhi Thi Andheri Charaagh Bhi Na Lia..............+ TypeD__ByE.....+ JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send To 8001 '""""""GuRiIia""""""'

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki