>>>WASWASA<<< Hairan Hai Woh Zinda Hoon Main kaise Abhi Tak, Phir Daagh Naye Zakham Puraanay chali aai, Naye Logo pe Shayd uska ab Dawo nahi Chalta, Zang khorda Hathyar Phir Apne Aazmanay Chali aai, Girta Nhi Q Main Ab Qadmo Mein Usi k, Parinda Samjh k Phir Mujhay Uranay Chali aai, Khosh Fehmi Mere Man se Nikli Nahi Ab tak, Pareshan Wo Haq Apna Jitanay Chali aai, Dawa ki Tarah Wish Bhi Zaruri hai Sartaan Mein, Shayd Phir Honton se Zehar Pilanay Chali aai, Aai Wo kisi kaam se Mere Shehr Mein aai Hai, Main Samjha Mujhe Phir Wo Mananay Chali aai, Itni Shidat se Cheekhoon Phir Deewaren Larz Jaien, Meri Aoqaat Mujhe Phir Yaad karanay Chali aai.........+ Poet Sir Shok TypeD__ByE.....+ JaaN-E-MaN For More Poetry Follow JaaN-E-MaN Send to 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki