Wo Bachpan Ka Be Fikar Zamana Yad Ata Hai. TaYpEd By TLASH25 Wo Bachpan Ka Be Fikar Zamana Yaad Aata Hai, Khuwabon Khilauno Ka Khazana Yaad Aata Hai. Zamaane Ke Ghamo Se Anjan Wo Waqt Apna, Pal Mein Rona Phir Muskurana Yaad Aata Hai. Khilauno Ki Bastiya Wo Apna Khelon Ka Jahan, Khud Ka Ruthna Aur Manana Yaad Aata Hai. Ye Kahaan Aa Gaye Hum Us Zindagi Se Door, Aaj Bhi Wo Waqt Ka Taraana Yaad Aata Hai. Wo Dopahar Ki Dhoop Wo Shararaten Apni, Wo Haseen Pal Khushiyan Lutana Yaad Aata Hai....! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki