WO Tha Ajeeb Qissa TaQraar Karty Karty, IQraar Kar Gaya Wo Inkaar Karty Karty..* "+,, "+,, Is Piyaar Ki HaQiQat Ab Tak Khuli Na Mujh Par Sab Kuch Gawa Diya Hai Ye Piyaar Karty Karty..* "+,, "+,, Raasty Say Laot Jaana Mumkin Nahin Hai Ab To, Marna Hai Saath Manzil Ko Paar Karty Karty..* "+,, "+,, Qurbat Mein Jo Milaa Hai FurQat Mein Kho Gaya Hai. Weeraan Ho Gaya Hun Bazaar Karty Karty..* "+,, "+,, Mosam RaQeeb Ban Kar Karwat Badal Raha Hai, Gull Khaar Ban Chuky Hain Mahekaar Karty Karty..* "+,, "+,, Qismat Ki Muflisi Ka Kirdaar Ban Gaya Hun, Ab Thak Chuka Hun Main Ye Kirdaar Karty Karty..* "+,, "+,, Jab Bhi Ho Adhura Har Kaam Hi Hua Hai, Har Kaam Reh Gaya Hai Har Bar Karty Karty..* "+,, "+,, Hai Khushnaseebi Meri Wo MeeR Samny Hai. Dam Youn Nikal Hi Jaay Deedaar Karty Karty...../*/ "+,,+" Type_By,,,,,,,,,,.* Qais__e__Laila "+,,+" PoEt: Meer_HassaN *-._.-*-._.-*-._.-*

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki