Ya Rab Gham E Hijran. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ya Rab Gham E Hijran Main Itna To Kia Hota. Jo Hath Jigar Pe Hai Wo Dast E Dua Hota. Ik Ishq Ka Gham Aafat Aur Us Pe Ye Dil Afat. Ye Gham Na Dia Hota Ya Dil Na Dia Hota. Gairon Se Kaha Tum Ne Gairon Se Suna Tum Ne. Kuch Hum Se Kaha Hota Kuch Hum Se Suna Hota. Umeed To Barh Jati Taskeen To Ho Jati. Wada Na Wafa Karte Wada To Kia Hota. Nakam E Tamana Dil Is Soch Main Rehta Hai. Yun Hota To Kia Hota Yun Hota To Kia Hota. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki