Ye jaan kar bhi kah
Ye jaan kar bhi kah dono k raste thay alag
.-"*"-.
Ajeb hal tha jab us say ho rahe thay alag
.-"*"-.
Ya harf o lafz hai dunya say guftagu k liay
.-"*"-.
Kisi k hum sukhni k muqalmay thay alag
.-"*"-.
Khaya un ka bhi aya kabhi tumhe jana
.-"*"-.
Jo tum say door boht door jee rahe thay alag
.-"*"-.
Hami nahi hai, hamari tarha k or bhi log
.-"*"-.
Azab main thay jo oron say sochtay thay alag
.-"*"-.
Akale pun ki aziyat ka ab gila kaisa
-"*"-..-"*"-..-"*"-.
FArAZ
*._.**._.**._.**._.*
KHUd hi to apno say ho gaye thay alag......!
*._.*
Book Pas E Andaz Mosam
*._.*
PoetAhmad Faraz
*._.*
.-"+"-..-"+"-..-"+"-.
Typed by
*__Sarfraz Ahmad__.*
+._.++._.++._.++._.+
Comments