Ye Saal Bhi Udaas Raha. TaYpEd By *SHANI_M_B* Ye Saal Bhi Udas Raha Rooth Kar Gaya. Tujh Se Mile Baghair December Guzar Gaya. Meri Masalehat Jo Howi Apne Ap Se. Mujh Main Jo Aik Shakhs Joraa Tha Wo Mar Gaya. Jo Baat Moutbar Thi Wo Sar Se Guzar Gai. Jo Harf Sarsari Tha Wo Dil Main Utar Gaya. Shah Ragg Main Yun Rawan Tha Hajoom E Sada Ka Khauf. Aksar Main Ap Apni Hi Ahat Se Dar Gaya. Ab Na Hijar Ki Khalish Na Khalish Wisaal Ki. Jese Nazar Main Aik Sa Mousam Thehar Gaya. Mohsin Ye Rang Ye Roop Ye Ronaq Baja Magar. Ab Kia Jiyon Ga Main K Mera Jee To Bhar Gaya. Poet. Mohsin Naqvi. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga