Zikr-E-Shab-E-Firaq Se Wehsht TaYpEd By TLASH25 Zikr-E-Shab-E-Firaq Se Wehshat Usay Bhi Thi, Meri Tarh Kisi Se Muhbat Usay Bhi Thi. Mujh Ko Bhi Shoq Tha Naye Chehron Ki Deed Ka, Rasta Badal K Chalne Ki Aadat Usay Bhi Thi. Us Rat Dair Tak Wo Raha Mahv-E-Guftago, Masrof Mein Bhi Kam Tha Faraghat Usay Bhi Thi. Sunata Tha Wo Bhi Sab Se Purani Kahaniyan, Taza Rafaqaton Ki Zarorat Usay Bhi Thi. Mujh Se Bichar K Shehar Mein Ghul Mil Gaya Wo, Halan Ke Shehar Bhar Se Rafaqat Usay Bhi Thi. Wo Mujhse Barh K Zabt Ka Aadi Tha Ji Gaya, Warna Har Ek Sans Qayamat Usay Bhi Thi..! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki