Zulmat Kade Main. TaYpEd By *SHANI_M_B* Zulmat Kade Main Mere Shab E Gham Ka Josh Hai. Ik Shama Hai Dalil E Sahar So Khamosh Hai. Na Muzda E Visal Na Nazara E Jamal. Mudat Howi K Ashti E Chashm O Gosh Hai. Main Ne Kia Hai Hu7n E Khud_aara Ko Be Hijab. Aye Shauq Yaa'n Ijazat E Taslim E Hosh Hai. Gauhar Ko Ikd E Gardan E Khubaa'n Main Dekhna. Kia Aroj Par Sitara E Gauhar Farosh Hai. Didar Vada Hausala Saqi Nigah E Mast. Bazm E Khayal Maikada E Be Kharosh Hai. Aye Taza Varidan E Bisat E Hawa E Dil Zinhar Agr Umhain. Hawas E Na O Nosh Hai. Dekho Mujhe Jo Dida E Ibarat Nigah Ho. Meri Suno Jo Gosh E Nasihat Niyosh Hai. Saqi Ba Jalva Dushman E Imaan O Aagahi. Mutarib Ba Nagma Rahazan E Tamkhin O Hosh Hai. Ye Shab Ko Dekhte Thy K Har Gosha E Bisat. Daman E Bagban O Kaf E Gul Farosh Hai. Ye Subah Dam Jo Dekhiye Aakar To Bazm Main. Na Wo saror O Soz Na Josh O Kharosh Hai. Daag E Firaq E Sohabat E Shab Ki Jali Howi. Ik Shama Reh Gai Hai So Wo Bhi Khamosh Hai. Ate Hain Gaib Se Ye Mazamin Khayal Main. Ghalib Sarir E Khama Nava E Sarosh Hai. Poet. Mirza Asad Ullah Ghalib. END**S Follow *SHANI_M_B* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga