Juda Hone Ke Sadme Ko. TaYpEd By TLASH25 Juda Home Ke Sadme Ko Agarche Hans ke Sehna Tha Usey Rasmi Hi Sahi Lekin Khuda Hafiz To Kehna Tha. Zuban Mein Itni Taqat Thi Magar Sehra Ki Weshat Mein Meri Bachpan Se Aadat Thi Mujhe Khamosh Rehna Tha. Wo Kacha Ghar Wo Baarish Mein Hamari Jagti Ankhein Hamein jati Hui barkha Se Kuch Na Kuch To Kehna Tha. Ham Rasm-E-Wafa Us Se Nibhate Bikahan Tak Hamaare Khuwab Ke Ghar They Hamein To Un Mein Rehna Tha..!

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki