Hamne Bi Ek Yar TaYpEd By TLASH25 Guzre Pehar Ke Lamhon Mein Jo Khona Tha So Kho Diya Kuch Hum Ne Paya To Nahi Jo Khona Tha Kh Diya. Kis Ka Ye Qasoor Huwa Aap Hi Kijiye Faisla Hum Be-Bas Kuch Yun Huwe Ikhtyar-E-Faisla Kho Diya. Us Chand Pe Fakhar Barson Raha Us Chand Se Rafaqat Thi Usey Ab Dastaan Kuch Yun Huwi Ke Chandni Ne Chand Ko Kho Diya Kya Khoob Naam Hum Ne Paya Kuch Bhi Asar Taseer Hai Ye Naam To Rahe Ga Sada Bas Muskurahaton Ko Labon Ne Kho Diya. Hum Ne Bhi Ek Yar Banaya Tha Kho Diya Phoolon Ka Ek Haar Banaya Tha Kho Diya...! eND. Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki