Poet_Faiz Ahmad Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ishq Minnat Kash_E_Qaraar Nahi_ >Husn Ranjish K Inteha Maloom_ >Hasraton Ka Mere Shumaar Nahi_ >Apni Nazren Bikhre De Saqi_ >Me Be_Andaaza_E_Khumaar Nahi_ >Zer_E_Lab Hai Abi Tabassum_E_Dost_ >Muntashir Jalwa_E_Bahaar Nahi_ >Apni Takmeel Kar Raha Hun Main_ >Warna Tujh Se To mujh Ko Pyar Nahi_ >Charaat_E_Intezaar Kun Kare_ >Tere Nafrat Bi Ustawaar Nahi_ >'Faiz' Zinda Rehen Wo Hain To Sahi_ >Kya Hua Gar Wafa Shu'aar Nahi_ END*H

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga