Poet_Faiz Ahmed Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Ye Kis Khalish Ne Phir Dil Main Ashiyana Kia_ >Phir Aaj Kis Ne Sukhan Ham Se Gayebana Kia_ >Gam_E_Jahan Ho,Rukh_E_Yaar ko k Dast_E_Uduu_ >Salook Jis Se Kia Ham Ne Aashiqana Kia_ >The Khaak_E_Raah bi Ham Log Qahar_E_Toofan Bi_ >Sahaa To Kia Na Sahaa Aur Kia to kia na kia_ >Khusha k Aaj Har Ik Muddaii K Lab Par Hai_ > wo Raaz Jis Ne Hamain Raand_E_Zamana Kia_ >Wo Hlilagar Jo Wafa juu Bi Hai Jafa kuu Bi_ >Kia Bi 'Faiz' To Kis But Se Dostana Kia_ END*H

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga