Poet_Faiz Ahmed Faiz TYpEd By *_TaNhA_* = = >Yun Saja Chand K Jhalka Tere Andaz Ka Rang_ >Yun Faza Mehaki K Badla Mere Hamraz Ka Rang_ >Saya_E_Chashm mein Heeran Rukh_E_Raushan Ka Jamaal_ >Surkhi_E_Lab Pe Paresan Tere Aawaz Ka Rang_ >Be piye Hon ki Agr Lutf Karo Aahkir_E_Shab_ >Shiiha_E_May Main Dahle Suhba K Aagaaz ka Rang_ >Chango_Nay Rang The Apny Lahu Ke Dam Say_ >Dil Ne lay Badle To Madham Hua Har Saaz ka Rang_ > Ik Sukhan Aur Ki Phir Rang_E_Takallum Tera_ >Harf_E_Sada Ko Inaayat Kare Ejaaz ka Rang_ END*H

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Maa Tere Doodh Ka Haq Hum Say Ada Kya Hoga