Soay Asmaan Ronay Laga Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Ushi K Samnay Maira Ghar Ujra Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo To Magan Thi Apne Baal Sanwarne Main . Kaise Maira Kafan Khareeda Gaya Usay Khabar Tak Na Hoi . Usay Fursat Na Mili Apni Ankhon Main Kajal Lagane Say . Kaise Mujh Pay Phol Charhaye Gay Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo Apne Hothon Pay Surkhi Hi Lagati Rahi . Kaise Uthi Meri Mayyat Usay Khabr Tak Na Hoi . Aashiq Ka Janaza Tha Zara Dhom Say To Nikalna Tha . Us Din Dhop Main Barish Bhi Hoi Par Usay Khabr Tak Na Hoi . Wo To Masroof Thi Apne Hathon Pay Mahndhi Lagane Main . Kaise Mujh Ko Dafna Gaya Usay Khabr Tak Na Hoi . End . Poet Sarfraz Ahmad . Follow *__S-Ak-Jan__* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki