Ankho Say Ashk


.

Type By
*.__Sarfraz Ahmad__.*
.
Ankho Say Ashk Apne Lutata Raha Hun Main

Shayad Kisi Ka Naam Mitata Raha Hon Main 

Jaanum Tere Baghair Kab Zinda Raha Hon Main

Har Paihar Her Ghari Yahan Marta Raha Hun Main

Dukh Zindagi Ko Ghayal Karte Rahe Meri

Ik Qurb E Musalsal Say Guzarta Raha Hun Main

Jo Log Apni Jan Say Aziz Thay Mujhe

Un Ki Wafa Ko Aksar Tarasta Raha Hun Main

Bikhray Jalay Muqam Mile Safer E Hayat Main

Damun Ko Apni Raakh Say Bharta Raha Hun Main

Teri Yad Nay Bhi Likh Diya Muqadar Main
BayKali

Qismat K Is Khail Pay Hansta Raha Hun Main

Hai Ashna Yaha Mere Dardo K Qaflay

Bus In K Darmiyan Hi Chalta Raha Hun Main

Rakhta Hun Har Qadam Main Ab Phoonk Phonk Kar

Apne Hi Saaye Say Bhi Darta Raha Hun Main

Aaj Hun Main Us Jaga Jahan Manzil Nahi
Shokat
.
Raston Say Bewaja Hi Larrta Raha Hun Main,,,*SA*
.
eND
.
Follow Sarfraz.Ahmad.* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki