Be-Faiz Rafaqat Mein Samar Kis

Be-Faiz Rafaqat
Mein Samar Kis
K Liye Thaa,
Jab Dhoop Thi
Qismat To Shajar
Kis K Liye Thaa..>
"+,,
Pardes Mein
Sonaa Thaa
To Chhat Kis

Ke Liye Daali,
Baahir Hi Nikalna
Thaa To Ghar
Kis K Liye Thaa..>
"+,,
Jiss Khaak Say
Phootta Hai
Ussi Khaak ki
Khushboo,
Pahchaan Na
Payaa To Hunar
Kis K Liye Thaa..>
"+,,
Aye Madr-E-Geeti
Teri Hairat Bi
Bajaa Hai,
Tery Hi Na Kaam
Aayaa To Sar
Kis K Liye Thaa..>
"+,,
Youn Shaaam
Ki Dehshat Say
Sar-E-Dasht-Irada,
Ruknaa Thaa
To Phir Saraaa
Safar kis K Liye
Thaa................>
"+,,+"
"+,,+"

Type_By,,,,,,,,,,-*
Qais__e__Laila
"
+,,+"

PoEt:
Parveen Shakir
Book
Khud Kalaami
"+,,+"+,,+"+,,+"

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki