Garam Hangama E Kaghaz Hai Yahan
.
Type By,,,,,,,,,*
*.__Sarfraz Ahmad__.*
.
Usko Taktay Bhi Nahi Thay Pahle
.
Hum Bhi Khuddar Thay Kitne Pahle
.
Usko Daikha To Ye Mahsos Hua
.
Hum Boht Dor Thay Khud Se Pahle
.
Dil Nazr Atay Hai Ab Ankho May
.
Kitne Gahray Thay Chashmay Pahle
.
Khoay Rahte Hai Ab Uski Dhun May
.
Jisko Takte Na Thay Pahl Pahle
.
Humko Pahchan Liya Karte Thay
.
Ye Tere Shehr K Raste Pahle
.
Ab Ujalo May Bhatk Jate Hai
.
Rah Sujhate Thay Andhere Pahle
.
Rang K Jaal Main Aatay Na Kabhi
.
Par Se Daikh Jo Laite Pahle
.
Garam Hangama E Kaghaz Hai Yahan
.
Be Makak Phol Kahan Thay Pahle
.
Shahar E Nit Pochta Hai Kon Ho Tum
.
Log Tum Say Na Thay Tum Say Pahle
.
Aik Ik Ankh Hai Parto Apna
.
Ham Kahan Bikhre Thay Itne Pahle
.
Humne Daikhi Na Thi Dil Ki Kalik
.
Kitne Roshan Thay Ye Chahre Pahle
.
"Sham" Sahab Zra Milte Jain
.
Us Taraf Jaane Say Pahle Pahle,,,,,,,,*SA*
.
END
.
Poet
Mahmod Sham
.
Follow Sarfraz.Ahmad.* Send To 8001
Comments