Gham K Maare Doob Jate Hai


.
TyPeD By,,,,,,,,,,,* *.__Sarfraz Ahmad__.*
.
Teri Yaado Main Aksar Gham K Maare Doob Jate Hai
.
K Daryaon Main Daryaon K Dahare Doob Jate Hai
.
Zara Si Lehar Ati Hai To Kinare Doob Jate Hai
.
Musibat K Samander Main Sahare Doob Jate Hai
.
Nahi Mumkin Nigahon K Zara Bhar Ghuftago Tum Say
.
Teri Ankhon Main Mere To Ishaare Doob Jate Hai
.
Dilon K Samne Waqt Hai Kia In Kainaaton K
.
Zara C Aankh Bheegi Tu Nazare Doob Jate Hai
.
Sahar Ki Aankh Khulte Hi Fizaaon K Samandar Main
.
Tumhain Maloom To Hoga Sitare Doob Jate Hai..........*SA*
.
END
.
Follow *._SA-ki-Jan_.* Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki