Inhi Rasmon Se



TaYpEd By

TLASH25

Inhi Rasmon Se Riwajon Se Bagawat Ki Thi
Ap Ne Bhi To Jawani Mein Muhbat Ki Thi.

Koocha Gardi Ki Rawish Mujh Se Bhi Kab Chote Gi
Ap Ko Bhi To Bazurgon Ne Naseehat Ki Thi.

Mein Bhi Kaano Ko Lapaite Huwe Chup Baitha Hon
Ap Ki Bhi To Yahi Tarz-E-Saama'aat Ki Thi.

Han! Darya Ke Darban Se Meri Yaari Hai Ap Nd Bhi To Isi Dhaab Ki Siyasat Ki Thi.

Bolte Bolte Wo Parta Hon Mein Jis Ke Liye Ap Ne Bhi To Usi Jazbe Ki Waqalat Ki Thi.

Mein Hon Shola To Sharbar Kabhi Ap Bhi Thay, Ap Ki Bhi To Yahi Umar Qayamat Ki Thi....!

Book Name
Ye Shaam Tumhare Naam

Poet By
Aitbar Sajid.

eND.

Follow Tlash25 Send To 8001

Comments

Popular posts from this blog

Aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha.Larki nakar ke chali jati thi koi jawab nahi daiti thi larka bohat ghamzada rahta tha or har roz larki ko daikhar yahi jumla kahta tha.Aye parda nashen parda utha meri mohabt qabol kar jalwa dikha.Phr 3sre din larke nay kaha aye parda nasheen parda utha meri muhabt qabol kar jalwa dikha agar aj to nay aj jalwa na dikhaya may khud khushi kar lon ga.Jb 4th day larki ko wo manchala larka nahi mila to us nay logo say pocha.Logo nay kaha us nay to tairi khatir jaan day di phr larki us larke ki qabar par jati hai or kahti hai.Aye may gumnam ashiq aai hon tairi mazar par lay rukh say naqaab utha diya ji bhar ke dedar kar.To us qabr say awaz aai.Ya khuda ye kaisa tera insaf hai?.Aj may parde may hon or wo benaqaab hai....!.Typed by*__SA-k-Jan__*

Allah Hai Bus Pyar Hi Pyar

Pahly Uski Khushboo Khud Par Taari Ki